deshhat gard koun
ramind davis kay pakaray janay pay jahaan our buhaat si baatain khul ker samnain aheen wahaan aik buhaat yeh ju kay pehlay sab ko maloom hai deshat gard koun hai our numayaan ho ker samnay aahi hai.
ramind davis pichlay 8 saloon say afganistan our pakistan main kaam ker raha hai.ourabi tak yeh pata naheen kay iss ka name kiya hai.
hamaray leder kiyoon chupa rahay asleehat waja kiya hai.
ager aik banda hasaas area kay photo nikalta hai. our 3 bandoon ko marta hai.phir be uss ki itneen zeyada hamayaat kiyoon.
baat yeh sabat hoti hai kay davis amrica ka agent hai ju pakistan main special mission per hai our wo mission sawahay deshat gerdi kay our kiya ho sakta hai.
yeh american hee hain ju dollor lagatay hain our lougoon ko mrwatay hain. and ju loug martay hain wo tu amrica kay khelaaf jehaad ker rahay mager unn beycharoon ko yeh naheen pata kay amrica he un ko use ker raha hai lougoon ko merwanay kay leehay.
inn logoon ko visay kiyoon deehay gayhay. our visay govt of pakistan nain deehay tu baat sabet hoti hai kay hamaray hukmaran deshat gerdi ki pushtpani ker rahay hain. and amrican ko madad ker rahay hain.
inn sari baatoon say andaza yeh hota hai kay hamaray hukmaraan our american he wo deshat gerad hain ju gareeb lougoon ko istamaal ker kay apnay mafaad pooray ker rahay hain.
adeel khan
Showing posts with label pakistan Tehreek insaf Hazarian Group(PTIHG). Show all posts
Showing posts with label pakistan Tehreek insaf Hazarian Group(PTIHG). Show all posts
Saturday, February 12, 2011
Thursday, February 10, 2011
imran khan kiyoon?
ajj kal sab inqalab ka nara lagatay hain. mager yeh inqalab keysay aahay ga kiya altaf hussain lay ker aahay ga ju abi hakoomat ka heysa hai ya shebaz shareef lahay ga ,ju ab be panjaab ka wazeer e aahla hai . jin ki kud hakoomat ho wo keysa inqalab lahain gay .aik dafa main tv pay news dakh raha tha tu kuch lougoon kay pas poster pakray howay thay bilawal aahay ga inqalab lahay ga aray jahil lougoo uss kay nana nain inqalab laya ya uss ki maa nain ya baap nain sab nain haqoomat ki our mulak ko khoob khaya haan poster pay yeh likha hona chaheehay bilawal aahay ga .baki bacha pakistan uss ko be khaey ga.. hum loug sirf 500 so ki deyari kay leehay pora din poster pakartay hain inn kameenay lougoon kay jinoon nainn nasal dar nasal hamaray mulak ko khaya hai and new nasal teyaar ker li choroon ki. our hum kud hee sirf deyari laganain kay leehay apni nasloon ka sounda ker rahay hain.
ju loug hakomat main baithay hain wo kis cheez ka inqalab lahain gay yeh baat samaj naheen aati.
haan magar new loug new souch new josh our young loug yeh ker saktay haain ager apni aanain wali nasloon ko bachana hai tu humain abb change lana hee ho ga.
ager abb change naheen aaya tu 50 saal our inqalab naheen aahay ga.aik acha leader sadeyoon main milta hai and leader bananain kay leehay kam azkam 50 saal lag jatay hain.
and hamara mulak abb our berdasht kernay kay qabil naheen raha pakistan he halat kharab say kharab tur hai. our eysay waqtoon main jab qoum ka kuch na bachay tu leader aatay hain. ju sari qouam ko daldal say nikaltay hain. our aaj Allah nain itnay buray halat main imran khan jeysa banda deya ager hum nain Allah na karay iss ko zaya ker deya tu phir yeh samaj lain kay yeh loug pakistan ko baich dain gay. ager pakistan bachana hai tu new lougoon ko lana hee ho ga.
souchain ager imran khan na hota tu iss waqt hum kis ko dakhtay kis say umeed lagatay ? hai koi eysa sab azmahay howay hain ..
imran khan pakistan ki last hope hai. plz pakistan bachana hai tu change zaroori hai....

Imran Khan our next President
As we all knows current position of our beloved country Pakistan..our Leaders have only self interst they have no spirit to save our country..currently we are facing very worst situation in this situation , take first step towards development by choosing imran khan as our next president..hope begins in the dark, the stubborn hope that i...f you just show up and try to do the right thing, the dawn will come.
Once you choose hope, anything's possible...!!!
Once you choose hope, anything's possible...!!!
Subscribe to:
Posts (Atom)