Showing posts with label yaadain. Show all posts
Showing posts with label yaadain. Show all posts

Friday, November 26, 2010

yasir

yeh mera buhaat acha doust yasir hai .he  born in  kariplian. and now living in canada.. buhaat nice banda hai.hum lougoon nain buhaat sharartain keen . specially university time main. yeh muj say kafi senior tha but we were living in same hostal.but that was great time.

Sunday, November 21, 2010

kala master

                      
yeh shafqat saab hain .yeh primery school main teacher hotay thay ajj kal norway main rehtay hain unn kay saath un ka beyta khara hai .inn ko saray kala master kay name say jantay hain.

Friday, November 19, 2010

asif

asif malik tanoli born in kariplian . now living in usa .  iss ki awaz awaz buhaat piyari hai.  iss say hum gana suna kertay thay. he is my cousin . and he was very good cricketer .

Monday, February 15, 2010

nano ki yaad main

2 din pehlay kariplian main aik buhaat achi bazurag ourat iss dunia say chaleen gayheen.Allah unn ko janat naseeb karay. unn ko hum sab nano kehtay thay. she was nice. mujay unn kay murnain ki khabar sun ker dukh howa and mujay aik baat yaad aahi jo main app lougoon say share kerna chata hoon.
hum choutay thay .nano kay ghar main beyreyaan lageen theen. shahid abb be hoon geen.hum wo beyreyaan chouranain jatay thay actully saray gahoon kay larkay hee chance martay thay beyreyaan chouranain keen.khair hum loug chalay gayahy.uss din humain nano nain daikh leeha and wo achay mood main theen tu bola app beyreyaan khana chatay ho tu aa jahoo main kud hee deyti hoon. it was surprise for us but hum buhaat kush thay and unoon nain boula jahoo ja ker lay lo . hum koi 6 banday thay name naheen batata wo parain gay tu unn ko samaj aa jahay giii... main our meyra aik cosuin sab say aagay bagay mager meyra cosuin kafi aagay chala geya tu unoon nain derwaza band ker deya our lamba sa danda nikal liya hum sab darwazay kay pass thay tu jaldi say baag gayhay mager aik cosuin unn kay qaboo aa geya uss ko ju danday paray wo chala raha main naheen khata please mujay chour dain hum baher say uss ko daikh rahay thay deewarain chouteen theen . wo saath chalangain laga raha bagnain kay leehay uss ko rasta naheen mil hum baher kharay saray hans rahay thay.mushkil say beycharay ki jaan chouti. it was amazing time.sach kehtay hain loug mur jatay hain unn kii baatain reh jateen hain.