bagal kahaan kahaan abad hain
kariplian, khalabat,pandak haripur tip haripur,and haripur city,sawabi,merdan,gazi,sarya,moura dakhli,daram pani noor poor sahiwal,dahiri nazdeek sikand poor,gajlaan,salhad,berkot, rujah baneerh,kungar,elaqa serwaan ,maloga dakhli,dana phulra,chand dehri,lasan nowab,sergodha,abbottabd.karachi,lahore
our .dunia kay mukhtalif countries.
england,holland,norway,denmark,ireland,america,canada,main ababd hain
kisee kay pass our information ho tu email me plz
thanx
Showing posts with label history. Show all posts

Friday, February 19, 2010
kariplian tanoli histry part 2
ameer hourf beyrozeyoo ju kay mahabab kay hakam anwar din khan ki ulad main say tha 1232 main shemla bounir kay makaam per mara geya.jis kay 2 beytay thay.
hind khan
paal khan.
paal khan ko qoum tanoli ka serbara muqarar kiya geya ju kay baad main reyaasat aamb kay elaqa main abad howa..
abb zikar 1472 ka hai chara khan our meyaar khan ibraheen lodhi ki serkardagi main mouzahdeyra kay maqam per deryahey sind ko aboor ker kay aahay our wahan aik qelah banaya.iss say pehlay yahaan turk abad thay.jinain tanoliyoon nain shakast dii..
1872 ki registration bahad sikhaan .........
painda khan ammb walay nain iss gahoon ko jala deya ..
baig khan ki ulad kuch hazara our kuch deryahay sind kay paar chali geyhi....
sikhoon nain be taqreeban 51 sal tak yahaan hukmarani ki.....iss ki sahi date filhal naheen milee kay kab say kab tak sikhoo nain hakoomat ki....
20 saal tak yeh gahoon gair abad raha .....
phir sikhoon ki huqmaarani khatam ker dee gayhii. and baig baig khan ki ulad dobara yahaan abad hoi...ju bagal hain..
agrezoon kay dour main isay tapa palal elaqa lower tanawal muqarar kiya geya..
our yahaan aik qelha our aik daak bangla banaya geya..qeylah kay aasar abi be moujood hainyahaan pehlay larkoon ka high school tha abb larkeyoon ka school hai. our daak bangla main primery school hai.....
1872 ko ki registration kay mutabaq bagal lagan aada naheen kertay thay..
ehad durani main jis ka zikar shahid baad main aahay yeh loug 100 baeash sika rajulwaqt aada kertay thay....
landi koutal sulmani say qabal yeh qoum 20 saal tak beydakhal rahi..
gahoon weyraan raha jeysa pehlay zikar ho chuka...
jandad khan tanoli ammb walay ko qabzay kay leyhazz say mali aada kertay thay...
angreyzi dour main major abbot nain gahoon ka mala 60 roupia muqarar kiya....
kariplian ka pehla bandoobast 1872 dosra 1904 our phir 1947,48 main howa.

Thursday, February 18, 2010
tanoli histry
tanoli 971 main afganistan main aik dara tanawal nami jaga say migrate ker kay
peshawar,sawat,merdan,bunir,shemlar,mahaben main abad howay.
mahaben ka hakim anwar din khan bin beyran khan muqarar howa.

Wednesday, February 17, 2010
kariplian history
tanoli 971 main afganistan main aik dara tanawal nami jaga say migrate ker kay
peshawar,sawat,merdan,bunir,shemlar,mahaben main abad howay.
mahaben ka hakim anwar din khan bin beyran khan bana.
anwar din khan kay baad bankara khan,baig khan ,lakhan khan,chand khan,barais khan hourf bala khan,amir khan hour beyrozeoo yakay baad deegray bunir our smilar kay wali ehaad banay.
barais khan hourf bala khan ka baiyta jamshaid khan tha our jamshaid khan ka beyta baig khan tha.
aik karipa nami hindu ko baig khan nain qatal ker kay iss gahoon per qabza kiya.and baig khan ki uladd saray bagal hain.and pehli dafa 1872 main kariplian ka bandobast(registration)hoi .
gahoon kitna porana hai and koun koun yahaan rule kerta raha is ki detail baad main doon ga.
baig khan hourf paga jamshaid khan ka beyta tha.and jamshaid khan barais khan hourf
bala khan ka beyta tha.
baig khan say qoum bagal ki starting hoi.
qoum bagal ki ju naslain kariplian our uss kay aas pass rehteen hain..unn kay name our tafseel
pandwal
khudwal
gulkhaili
alwal
chityal
basral
khushlal
tafseel kuch eysay hai
baig khan kay 4 beytay thay.
penju khan
fahad khan
malik khan
saiday khan
yeh baat pakistan banain say pehlay ki hai.
aik beyta malek khan hindustan chala geya...
fahad khan ki koi ulad naheen thi......
saiday khan kay heysay main maira our deyra dakhli aahay jin ko abb nikha meyra our bada meyra kehtay hain and deyra ko abi be deyra hee khetay hain.
seyday khan ka aik beyta tha jis ka name gul khan tha jis say gul khailee tapa hai...
baqi heysa sara penjo khan ko mila .....
penjo khan kay 3 beytay thay........
dukanal khan
chita khan
keydu khan
keydu khan ko aik heysa mila and dukanal khan our chita khan ko 3 heysay milay.
chita khan khan say chityaal,basreyaal and khuslal tapa hai......
keydu khan say khudwal tapa hai...........
and dukanal khan kay 2 beytay thay.....
pandu khan
aalo khan
pandu khan say tapa pandwal hain......
and aalo khan say tapa alwal hain....
pernain ka sukreya
ager koi banda mazeed information dey sakta hai tu he can send me emai(diltha@yahoo.com)
next time main zeyada explanation dainain ki kushash karoon ga

Sunday, February 7, 2010
histry of hindko language which is spoken in kariplian and tanawal region
Hindko (ہندکو, हिन्दको [hindkoŭ]), also Hindku, or Hinko, is part of the Lahnda subgroup of Indo-Aryan languages spoken by Hindkowans in Pakistan and northern India,as well as by the Hindki people of Afghanistan. The literal meaning of the word "Hindko" is "Mountains of India"---a name the Persians gave to the entire Himalaya Mountains. The word "Hind" is the Persianised reference to the regions associated with the Indus River immediately to the east of Persia and "Ko" means mountains. The word Hindko has also been interpreted to mean the language of India. The term is also found in Greek references to the mountainous region in eastern Afghanistan and northern Pakistan as Καύκασος Ινδικός (Caucasus Indicus). The language is spoken in the areas of the North West Frontier Province (including Hazara), Punjab (including Attock), and Azad Jammu and Kashmir by an estimated 2.2 to 4 million people.[1]
There is no generic name for these people because they belong to diverse ethnicities and tend to identify themselves by the larger families or castes. However the people of the largest group in the districts of Haripur, Abbottabad and Mansehra are sometimes recognised collectively as Hazarawal, named after the defunct Hazara Division that comprised these districts. In Peshawar city they are called Peshawari or "Kharay" by Pashtuns meaning City-dwellers or Hindkowans.
source wikipedia

detail about terbella dam

history of tarbela dam
Official name Tarbela Dam
Impounds Indus River
Locale Tarbela, Pakistan
Length 2,743.2 metres (9,000 ft)
Height 143.26 metres (470 ft) from river level
Construction began 1968
Opening date 1974
Construction cost USD 1,497 Million [1]
Reservoir information
Creates Tarbela reservoir
Capacity 13.69 cubic kilometres (3.28 cu mi)
source wikipedia
Subscribe to:
Posts (Atom)