Friday, February 19, 2010

kariplian tanoli histry part 2

ameer hourf beyrozeyoo ju kay mahabab kay hakam anwar din khan ki ulad main say tha 1232 main shemla bounir kay makaam per mara geya.jis kay 2 beytay thay.
hind khan
paal khan.
paal khan ko qoum tanoli ka serbara muqarar kiya geya ju kay baad main reyaasat aamb kay elaqa main abad howa..
abb zikar 1472 ka hai chara khan our meyaar khan ibraheen lodhi ki serkardagi main mouzahdeyra kay maqam per deryahey sind ko aboor ker kay aahay our wahan aik qelah banaya.iss say pehlay yahaan turk abad thay.jinain tanoliyoon nain shakast dii..
1872 ki registration bahad sikhaan .........
painda khan ammb walay nain iss gahoon ko jala deya ..
baig khan ki ulad kuch hazara our kuch deryahay sind kay paar chali geyhi....
sikhoon nain be taqreeban 51 sal tak yahaan hukmarani ki.....iss ki sahi date filhal naheen milee kay kab say kab tak sikhoo nain hakoomat ki....
20 saal tak yeh gahoon gair abad raha .....
phir sikhoon ki huqmaarani khatam ker dee gayhii. and baig baig khan ki ulad dobara yahaan abad hoi...ju bagal hain..
agrezoon kay dour main isay tapa palal elaqa lower tanawal muqarar kiya geya..
our yahaan aik qelha our aik daak bangla banaya geya..qeylah kay aasar abi be moujood hainyahaan pehlay larkoon ka high school tha abb larkeyoon ka school hai. our daak bangla main primery school hai.....

1872 ko ki registration kay mutabaq bagal lagan aada naheen kertay thay..
ehad durani main jis ka zikar shahid baad main aahay yeh loug 100 baeash sika rajulwaqt aada kertay thay....
landi koutal sulmani say qabal yeh qoum 20 saal tak beydakhal rahi..
gahoon weyraan raha jeysa pehlay zikar ho chuka...
jandad khan tanoli ammb walay ko qabzay kay leyhazz say mali aada kertay thay...
angreyzi dour main major abbot nain gahoon ka mala 60 roupia muqarar kiya....
kariplian ka pehla bandoobast 1872 dosra 1904 our phir 1947,48 main howa.

1 comment:

Anonymous said...

bhai ibrahim lodhi ko shikast babar n di thi pani pat ki mukaam par aur wo intehai nalaaik badshah tha aur us k chache n invite kia tha babar ko k yahan a kar ibrahim lodhi k 7 lare aur ibrahim lodhi mara gaya tha jung mn aur wo river indus kahan s gaya ho sakta h uski rooh gai ho wahan q k wo area babar k pas tha dehli tak.ap uski olad mn s hoge ham nahi